Mumbai Jo Shahr Hai....

Some images from Mumbai..view through Gateway of India..long verandah of Elphinstone College..an old hoarding near Colaba..piegons..books..books..and more books near NGMA..Asiatic Society..and view from the front seat of a double decker..rest I can't remember..
11 comments:
nice title
bharat mein sirf do shaher hain
ek mumbai aur dosara kalkotta
neeche dukaan upar makaan
baki sab anjaan...
sahi baat..
ho sakta hai ki sab ho anjaan,
par phir bhi yeh jo sharh hain,
woh hain achhe maizbaan,
jahan na koi gair na koi paraya,
aur hum nahin hain mehmaan..
Geetfarosh jo tum ho,
esiliye sabke apne ho
manzil manzil jaate raho
youn hi geet gaate raho
pyaar ki dhun pheilate raho...
asli geetfarosh to tha koi aur,
hum ne to bas thaami hai uski dor,
usse seekha hamnein,
ki kuchchh achha padhein,
aur kuchhh acchha likhein,
ki jis manzil pe pahunchein,
wahan ki khushboo sameitein,
aur agar kuchchh ho apne paas,
to use bikherein,
kuchchh seekhein suruchi vaastukala se,
kuchchh shilp se aur chitrkala se,
kuchchh phool se, kuchchh nadi se,
kuchchh dhool se, kuchchh zameen se,
to yehi hai bas geetfarosh,
aur uska geet,
gaate chalein hum aur,
banate chalein meet...
OHo OHO...this is a new aspect of ur personality I must say!
Sorry couldnt c u before you left. rajiv's compre tomorrow, but he is as usual Bindaas!
Glad I visited ur profile. Wl keep track from now onwards abt ur posts.
cool post...i thought u were in banglore??
thanks Sorabh, Alok and Nidhi..am adding ur link Nidhi..
kathin-klisht shabdon se hi nahi banti hai kavita...
jeevan ka sahaj marm jisne dekha aur dikhlaya...
har kann ki saral sundarta ko jisne pehchana...
wahi hai shresht kavivar jisne sadharan ko kirti tak pahunchaya...

that 'anonymous'was by mistake...
Post a Comment